Our Story & Heritage
"Yahan ruk ke khana na khao,
toh safar adhura hai!"
NH 46, Shivpuri ka bharosemand thikana — Maa Rajrajeshwari Dhaba jahan 24 ghante mitti ke tandoor ki garam roti aur kadak chai aapka intezaar kar rahi hai.
Chahe parivaar ke saath ho ya akele — hamara swaad aur CCTV secured parking aapki yatra ko suhana bana denge. Yahan dhaba nahi, apnapan milta hai!